Laali Laali Doliya mein laali re dulhaniya, Teesri Kasam, Asha Bhonsale, Bhojpuri Lyrics


laali laali doliya mein laali re dulhaniya 
piya ki pyaari bholi bhaali re dulhaniya 

laali laali doliya mein laali re dulhaniya 
meethe bain teekhe nainon wali re dulhaniya 

lautegi jo godi bhar hamein na bhulana 
laddu pedhe lana apne haathon se khilana 
teri sab raatein hon diwali re dulhaniya 

doolhe raja rakhna jatan se dulhan ko 
kabhi na dukhana tu goriya ke mann ko 
naazuk hai naazon ki hai paali re dulhaniya

Comments

Popular posts from this blog

A Raja Hamke Banaras Ghumayi Deyi By Dinesh Lal Yadav Nirahua | Bhojpuri Lyrics

Hansi Hansi Panwa Khiyawale Beimanwa By Suman kalyanpur Bhojpuri Lyrics